jab yar ne raKHt-e-safar bandha kab zabt ka para us din tha
jab yaar ne raḳht-e-safar bāñdhā kab zabt kā paarā us din thā har dard ne dil ko sahlāyā kyā haal hamārā us din thā jab ḳhvāb huiiñ us kī āñkheñ jab dhund huā us kā chehra har ashk sitāra us shab thā har zaḳhm añgāra us din thā sab yāroñ ke hote sote ham kis