waqt ki piTh par
vaqt kī piiTh par kachche lamhoñ ke dhāgoñ meñ lipTā huā shahr kī sīḌhiyoñ par saraktā huā nit na.e ḳhud-kushī ke tarīqoñ kā mūjid banā habshī rātoñ ke jañgal meñ bikhrī huī lams kī haDDiyāñ chun rahā huuñ na jaane maiñ kis ke liye jab mire naam ke lafz tanhā the logo tumheñ surḳh hoñToñ