tazmin

ġham tumhārā thā zindagī goyā tum ko khoyā use nahīñ khoyā fart-e-girya se jī na halkā ho bas yahī soch kar nahīñ royā ashk to ashk haiñ sharāb se bhī maiñ ne ye dāġh-e-dil nahīñ dhoyā maiñ vo kisht-e-nashāt kyoñ kāTūñ jis ko maiñ ne kabhī nahīñ boyā aabla aabla thī jaañ phir bhī bār-e-hastī

Read More »

safed chhaDiyan

janam kā andhā jo soch aur sach ke rāstoñ par kabhī kabhī koī ḳhvāb dekhe to ḳhvāb meñ bhī azaab dekhe ye shāhrāh-e-hayat jis par hazār-hā qāfile ravāñ haiñ sabhī kī āñkheñ har ek kā dil sabhī ke raste sabhī kī manzil isī hujūm-e-kashāñ-kashāñ meñ tamām chehroñ kī dāstāñ meñ na naam merā na zaat

Read More »

diwar-e-girya

vo kaisā shobada-gar thā jo masnūī sitāroñ aur naqlī sūrajoñ kī ik jhalak dikhlā ke mere saada dil logoñ kī āñkhoñ ke diye hoñToñ ke jugnū le gayā aur ab ye aalam hai ki mere shahr kā har ik makāñ ik ġhaar kī mānind mahrūm-e-navā hai aur hañstā boltā har shaḳhs ik dīvār-e-girya hai

Read More »

mujassama

ai siyah-fām hasīna tirā uryāñ paikar kitnī pathrā.ī huī āñkhoñ meñ ġhaltīda hai jaane kis daur-e-alama-nāk se le kar ab tak tū kaḌe vaqt ke zindānoñ meñ ḳhvābīda hai tere sab rañg hayūle ke ye be-jān nuqūsh jaise marbūt ḳhayālāt ke tāne-bāne ye tirī sāñvlī rañgat ye pareshān ḳhutūt bārhā jaise miTāyā ho inheñ duniyā

Read More »

taKHliq

dard kī aag bujhā do ki abhī vaqt nahīñ zaḳhm-e-dil jaag sake nashtar-e-ġham raqs kare jo bhī sāñsoñ meñ ghulā hai use uryāñ na karo chup bhī shola hai magar koī na ilzām dhare aise ilzām ki ḳhud apne tarāshe hue but jazba-e-kāvish-e-ḳhāliq ko nigūñ-sār kareñ mū-qalam halqa-e-abrū ko banā de ḳhanjar lafz nauhoñ meñ

Read More »

tasalsul

kab se sunsān ḳharāboñ meñ paḌā thā ye jahāñ kab se ḳhvābīda the is vādī-e-ḳhārā ke sanam kis ko ma.alūm ye sadiyoñ ke pur-asrār bharam kaun jaane ki ye patthar bhī kabhī the insāñ sirf lab-doḳht parbat haiñ jahāñ nauha-kunāñ na dar-o-bām na dīvār o darīcha koī koī dahlīz-e-shikasta na harīm-e-vīrāñ shahr ke shahr haiñ

Read More »

mayurka

mayurka ke sāhiloñ pe kis qadar gulāb the ki ḳhushbueñ thī be-tarah ki rañg be-hisāb the tunuk-libāsiyāñ shanāvaroñ kī thiiñ qayāmateñ tamām sīm-tan sharīk-e-jashn-e-shahr-e-āb the shuā-e-mahr kī ziyā se the jigar jigar badan qamar-jamāl jin ke aks-e-raushnī ke baab the khulī fazā kī dhuup vo ki jism sāñvle kare butān-e-āzarī ki mast-e-ġhusl-e-āftāb the yahīñ pata

Read More »

ban-bas

mere shahr ke saare raste band haiñ logo maiñ is shahr kā naġhma-gar jo do ik mausam ġhurbat ke dukh jhel ke aayā taaki apne ghar kī dīvāroñ se apnī thakī huī aur tarsī huī āñkheñ sahlā.ūñ apne darvāze ke utarte roġhan ko apne ashkoñ se saiqal kar luuñ apne chaman ke jale hue paudoñ

Read More »

zer-e-lab

kas bojh se jism TūTtā hai itnā to kaḌā safar nahīñ thā vo chaar qadam kā fāsla kyā phir raah se be-ḳhabar nahīñ thā lekin ye thakan ye laḌkhaḌāhaT ye haal to umr bhar nahīñ thā āġhāz-e-safar meñ jab chale the kab ham ne koī diyā jalāyā kab ahd-e-vafā kī baat kī thī kab ham

Read More »

nama-e-jaanan

muddatoñ ba.ad milā nāma-e-jānāñ lekin na koī dil kī hikāyat na koī pyaar kī baat na kisī harf meñ mahrūmi-e-jāñ kā qissa na kisī lafz meñ bhūle hue iqrār kī baat na kisī satr pe bhīge hue kājal kī lakīr na kahīñ zikr judā.ī kā na dīdār kī baat bas vahī ek hī mazmūñ ki

Read More »
Poets
  • ADIL MANSURI116 Post(s)
  • AHMAD FARAZ337 Post(s)
  • Ahmad Nadeem Qasmi82 Post(s)
  • Allama Iqbal494 Post(s)
  • Mirza ghalib52 Post(s)
English Poets
  • Emily Angel31 Post(s)
  • Emily Dean13 Post(s)
  • Emily Huntington Miller7 Post(s)
  • Emily Knight13 Post(s)
  • Emily Liang26 Post(s)
  • Emily Wilson17 Post(s)
  • Robert Frost191 Post(s)
  • Rumi148 Post(s)
  • William Shakespeare376 Post(s)

Recent Poetry

Get The Latest Updates

Subscribe To Our Weekly Newsletter

No spam, notifications only about new products, updates.
On Trend

Popular Poetry